Sun zara tujhe bhula diya

Sun zara tujhe bhula diya

T-Series Mixtape-hindi-2017

kaali kaali khali raton se hone lagi hai dosti

khoya khoya in rahon mein ab mera kuch bhi nahin

har pal har lamha main kaise sehta hoon har pal har lamha main khudse ye kehta rehta hoon

aaj khamoshiyon se aa rahi hai sada dhadkane hai deewani dil bhi kuch keh raha hai

sunn zara soniye sunn zara sunn zara soniye sunn zara

teri yaadon mein likhe jo lafz dete hai sunayi beete lamhe puchte hai kyun huye aise judaa khuda

khuda mila jo yeh faasla hai khuda tera hi ye faisla hai khuda hona tha woh ho gaya jo tune tha likha