Sunn raha hain – rozana
manzilein ruswa hai khoya hai raasta aaye le jaaye itni si iltejaa ye meri zamanat hai tu meri amaanat hai haan hawaon ki tarah mujhe chhu ke tu guzar rozana rozana tere hathon ki taraf mere hathon ka safar rozana rozana yaaraaa… waqt bhi thehara hai kaise kyun ye huaa kaash tu aise aaye jaise koi duaa