adhoori shikayatein tere mere waqt ki

kuch pal ki jo khwaishein

hai bikhari ret si

lakeeron mein tera jo rehta pal mera

tham jata agar zara tera jahaan khuda

to zinda hota mein

to zinda hota mein

haan zinda hota mein

to zinda hota mein

farebi najakat mein

tere chehre ki hansi mein

haan yuhi tere baat mein

jhootla le zindagi

nazaron mein jo sama rehta tu agar zara

kajal ki chao se mein neend leta chura

to zinda hota mein

to zinda hota mein

haan zinda hota mein

to zinda hota mein

rakh ki barishon mein

waqt ki saazish mein main ye hara

main ye hara main ye hara

khel dil da hua hai ye jaya sara

adhoori shikayatein tere mere waqt ki

kuch pal ki jo khayishein

hai bikhari ret si

lakeeron mein tera jo rehta pal mera

tham jata agar zara tera jahan khuda