yun hai hamare darmiyaan uljhi saanson ki garmiyaan x2

suljhane de in uljhano ko saari shaitani aazmaale meri ada mein tu naha le ab toh mujhe apna bana haaye

yun hai hamare darmiyaan uljhi saanson ki garmiyaan

khili khili rangeeli nashili hoon main raaza hari bhari chhu le mujhe yahan se wahan se milegi masti har kahin x2

suljhane de in uljhano ko saari shaitani aazmale meri adaa mein tu naha le ab toh mujhe apna bana haaye

yun hai hamare darmiyaan uljhi saanson ki garmiyaan

haaye

tu kya jaane main hoon kya meri khatir aahein bhare sabhi main hoon jawan hoon haseen khushiyan doongi tujhko nayi nayi x2

suljhane de in uljhano ko saari shaitani aazmale meri adaa mein tu naha le ab toh mujhe apna bana yun hai hamare darmiyaan