Yahi wafa ka sila hai toh koi baat nahi
Aabshar-E-Ghazal-hindi-1913
Singers
yahi wafa ka sila hai toh koi baat nahin yeh dard tune diya hai toh koi baat nahin
kise majaal kahe koyi mujhko deewaana agar yeh tumne kaha hai toh koi baat nahi
yahi bahut hai ki tum dekhte ho saahil se safina dub raha hai toh koi baat nahi
jo aanewaala hai kal usako kisne dekha hai wo hamase aaj juda hai toh koyi baat nahi