yaadon mein jalte rehna tera mera yaadon mein jalte rehne ko mile hai kya

yaadein bhi leja tu apni jahan chala yaadon me doobe din bhi dhale hai kya tumse

haalanki ye ehsaas hai tu paas hai phir kyun abhi se hi mujhe yaadein teri aane lagi

chhodon meri toh khair hai jinpe chale hum saath mein unn raaston ki jaan bhi jaane lagi

yaadon mein jalte rehna tera mera yaadon mein jalte rehne ko mile hai kya yaadon mein jeena to sabse badi saza lage yaadon se jaana ki faasle hain kya

tumse vaada nahin tumse shikva nahin tera woh hai jahan hoke main na jahan

tumse doori nahi tumse bhichdi nahi thoda sa tu wahan thodi si main yahan

tumse