yaad karke

itna batana yeh sach hai kya yeh sach hai kya teri zindagi mein koyi aur aa gaya itna batana aisa tha kya jo main na kar paya usne kar diya

ho ab main dhoond raha hoon tujhko galiyon mein meri jaan tere bina main adhoora tu meri aur main tera jab yeh kaha tha aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga

yaad karke ab bas roun tujhe yaad karke ab bas roun tujhe ho yaadein teri saari raat sone na dein yaad karke ab bas roun tujhe ho ho ho

yaad karke ab bas roun tujhe

oh sanam maine khaayi thi qasam tujhe dunga pyar har dum tujhe ab jo koyi aur de raha mujhe pata hai tujhe kam lagta hoon main par ab bhi tere dil mein basa hoon main sunle apne dil ki zara

ho ab main dhoond raha hoon tujhko galiyon mein meri jaan tere bina main adhoora tu meri aur main tera jab yeh kaha tha aa bhi jaa tere bina na jee sakoonga

yaad karke ab bas roun tujhe yaad karke ab bas roun tujhe ho yaadein teri saari raat sone na dein yaad karke ab bas roun tujhe

itna batana yeh sach hai kya teri zindagi mein koyi aur aa gaya itna batana aisa tha kya jo main na kar paya usne kar diya

yaad karke ab bas roun tujhe yaad karke ab bas roun tujhe ho yaadein teri saari raat sone na dein yaad karke ab bas roun tujhe

yaad karke ab bas roun tujhe