Tum jo mile armaan jage

Tum jo mile armaan jage

Ahista Ahista-hindi-1913

tum jo mile armaan jage sapne kayi sajne lage na jaane kahaan dil kho gaya aahista aahista – 3

teri baatein teri yaadein kar gayi woh asar har jagah bas tu hi tu hai dekhu main jidhar – 2 yeh faasale yeh duriya ban jaane do nazdikiyaan na jaane kaha dil kho gaya ahista ahista ahista ahista

chaahta hu rok lu main yeh jaate huye lamhein bhul ke main saari duniya chaahu bas tumhein – 2 saari umar ji lu yahi tumse juda hona nahi na jaane kaha dil kho gaya hey hey hey aahista aahista aahista aahista……