main yahan main wahan chaahe jaaun jahan poochhta hai yeh dil tu kahan tu kahan

main saara chhod ke nikla hoon ek tere hi vaste dooriyan hain beech raste raste

kitni bhi doori ho koyi majboori ho maine yeh thaana hai tujhko hi paana hai

aa raha hoon banke deewana maan hi lega ek din zamana

tu meri main tera x 8

meri tanhaiyan kar rahi hain bayan un dino ki haseen dastaan jabke hum sath thhe hath mein hath thhe lamha lamha haseen tha samaa

yaadein barse na kyun aakhein tarse na kyun dhoondhti hain tera thikana tu mile to bas hai batana

tu meri main tera x 8

yeh safar hai khathin mushkilein raat din saaye ki tarah hai sath mere

zakhmi sahi dil ko hai zid yahi jaana hi hai paas tere raah ka suna pann aur tan ki thakan kitne peeron ka main hoon nishana phir bhi jaana to maine jaana

tu meri main tera x 8