Tu hi na jaane

Tu hi na jaane

Azhar-hindi-2016

Music Directors

Singers

samandar se zyada meri aankhon me aansu jaane ye khuda bhi hai aisa kyun x2

tujhko hi aaye na khayal mera patta patta jaanta hai ik tu hi na jaane haal mera patta patta jaanta hai ik tu hi na jaane haal mera

nit-din nit-din roiyan main sonh rabb di na soiyan main ik tere piche maahi saavan diyan ruttan khoiyan main x2

dil ne dhadkano ko hi tod diya toota hua seene mein chhod diya

ho dil ne dhadkano ko hi tod diya toota hua seene mein chhod diya

khushiyan le gayaa dard kitne de gayaa ye pyaar teraa

patta patta jaanta hai ik tu hi na jaane haal mera x2

mere hisse aayi teri parchhaiyan likhi thi laqeeron mein tanhaiyan haan mere hisse aayi teri parchhaiyan likhi thi lakeeron mein tanhaiyan

haan karun tujhe yaad main hai tere baad intezaar tera

patta patta jaanta hai ik tu hi na jaane haal mera x2

haal mera…