
Tere liye
Fitoor-hindi-2016
maine puchha ye dil se main kyun hoon jahaan mein ek dhadkan boli tere liye
maine yaadein taraashi aur khwaab bana di nayi duniya basa di tere liye tere liye tere liye tere liye tere liye
jo main kehta hoon jo sunta hoon jo sehta hoon tere liye main girta hoon sambhalta hoon phir chalta hoon tere liye
koi dard hoon gehra koi aks hoon bisra main kya hoon bata de tere liye
yaadon ka chehra koi khwaab sunehra main kya hoon bata de tere liye
tere liye tere liye tere liye tere liye
main khoya saa ik lamha hoon bas iss pal hoon tere liye main aawara baadal hoon bas iss pal hoon tere liye
mere har marz ki tu hi davaa hai hui hai jo qubool wo duaa hai yeh ulfat hai ya koi nasha hai jisey chhuna chaahe tu wo dhuaan hai
tere liye tere liye tere liye tere liye
jo main kehta hoon jo sunta hoon jo sehta hoon tere liye main girta hoon sambhalta hoon phir chalta hoon tere liye