kismat jo aave saamne tu mod de uska panja re kismat jo aave saamne tu mod de uska panja re chal mode de uska panja re

saat aasmaan cheere ab saat samandar peere chal saat suron mein karde ye elaan

himmat hai toh roko aur zurrat hai toh baaton re aaj hatheli pe rakhdi hai jaan

khoon mein tere mitti mitti mein tera khoon khoon mein tere mitti mitti mein tera khoon

upar allah niche dharti beech mein tera junoon aye sultan

seene mein tere aag paani aandhi hai mehnat ki dori honslon se baandhi hai o… seene mein tere aag paani aandhi hai mehnat ki dori honslon se baandhi hai

hai parvat bhi tu hi aur tu hi pathar hai jo chahe tu wo hi ban jaye teri marzi hai

aansu aur paseena are hai toh dono paani par mod ke rakh de dono hi tufaan

chot ho jitni gehri ya thes jigar mein thehri toh jazbaa utna zehri hai ye maan

noor-e-sukoon niyat se junoon ye tujhko pata hai tujhme chhupa hai tu usko le usko le pehchaan

tera iraada tujhse bhi zyaada usko pata hai jo lapata hai tu itna le itna le ab maan

woh dil mein hai tere tu uski nazron mein chal hadd se aage re chaha jo tune wo paane chal banja re sultan

saat aasmaan cheere ab saat samandar peere chal saat suron mein karde ye elaan

khoon mein tere mitti mitti mein tera khoon khoon mein tere mitti mitti mein tera khoon

upar allah niche dharti beech mein tera junoon sultan

saat aasmaan cheere ab saat samandar peere chal saat suron mein karde ye elaan

himmat hai toh roko aur zurrat hai toh baaton re aaj hatheli pe rakhdi hai jaan