Loading content...
Loading content...
Yeh Jawaani Hai Deewani - 2013-hindi-2013
ek din kabhi jo khud ko taraashe meri nazar se tu zara haaye re aankhon se teri kya kya chhupa hai tujhko dikhaaun main zara haaye re ek ankahi si daastaan daastaan kehne lagega aaina subhanallah… jo ho raha haim pehli dafaa hai wallah… aisa hua subhanallahjo ho raha hai pehli dafaa hai wallah… aisa hua
meri khamoshi se baatein chun lena unki dori se taarifein boon lena – 2 kal nahi thi jo aaj lagti hoon taareef meri hai khaamakha tohfa hai tera meri adaa
ek din kabhi jo khud ko pukaare meri zubaan se tu zara haaye re tujh mein chhupi si jo shayari hai tujhko sunaaun main zara haay re ye do dilon ka waasta waasta khul ke bataaya jaaye naa subhanallah… jo ho raha hai pehli dafaa hai wallah… aisa hua – 3 jo ho raha hai pehli dafaa hai wallah… aisa hua