ab na mujhko yaad beeta main toh lamhon mein jeeta chala ja raha hoon main kahaan pe ja raha hoon kahaan hoon? iss yaqeen se main yahan hoon

ki zamana yeh bhala hai aur jo raah mein mila hai thodi door jo chala hai woh bhi aadmi bhala tha pata tha… zara bas khafa tha

woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi woh rasta puraana jisey yaad aana

zaroori tha lekin jo roya mere bin wo ek mera ghar tha

puraana sa darr tha magar ab na main apne ghar ka raha

safar ka hi tha main safar ka raha…

idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha x1

main raha… o o… main raha… wo o… main raha…

neel patthron se meri dosti hai chaal meri kya hai raah jaanti hai jaane rozana zamana wohi rozana

shehar shehar fursaton ko bechta hoon khaali haath jaata khaali laut’ta hoon aise rozana rozana khud se begana

jabse gaanv se main shehar hua itna kadva ho gaya ki zehar hua main toh rozana na chaaha tha yeh ho jaana maine

ye umrr waqt raasta guzarta raha

safar ka hi tha main safar ka raha

idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha x1

main raha oo main raha wo

main raha…

safar ka hi tha main safar ka raha