tum ho yahin kahin ya phir kahin nahin

phir wahi phir wahi saundhi yaadein purani phir wahi phir wahi bisri bhooli kahani phir wahi

phir wahi phir wahi jhootha waada aasmaan ka mile chanda aadha

dil kyun joda agar dil dukhana tha aaye kyun the agar tumko jaana tha jaate jaate labon pe bahana tha phir wahi phir wahi

phir wahi phir wahi toote sapno ke choore phir wahi phir wahi roothe armaan adhoore phir wahi

phir wahi phir wahi ghum ka jaaya dil mera dard se kyun bhar aaya

aansoo poche hi kyun agar rulana tha kissa likha hi kyun agar mitana tha jaate jaate labon pe bahana tha phir wahi phir wahi wooo

phir wahi phir wahi saundhi yaadein purane phir wahi phir wahi bisri bhooli kahani phir wahi