main teri aankhon ka sahil main tere dil ke hi kabil tu musafir main teri manzil

ishq ka dariya hai behta doob ja tujhse hai kehta haan meri baahon mein aake mil

woh sharabi kya sharabi dil mein jiske gham na ho lut gaya samjho sharabi paas jiske hum naa ho

o saki saki re saaki saaki aa paas aa reh na jaaye koi khwahish baki o saki saki re saaki saaki aa paas aa reh na jaaye koi khwahish baki

tere jaisi mashooqa mujhe yaar chahiye na paisa chahiye na hi qaraar chahiye hoo tere jaisi mashooqa mujhe yaar chahiye na paisa chahiye na hi qaraar chahiye

yeh husn ka hai khumaar mera tujhpe hai chhaaya jo kurbaan hua mujhpe jo khushnaseeb bada hai woh

woh sharabi kya sharabi dil mein jiske gham na ho lut gaya samjho sharabi paas jiske hum naa ho

saaki saaki saaki