Loading content...
Loading content...
Love Game-hindi-2016
mohabbat badi ajeeb si cheez hai mohabbat zindagi ke kareeb hai mohabbat mein dooba hai saara jahan mohabbat na hoti toh hota kya yahan
aakhir kya hota hai pyaar koi toh samjhaao yaar unsuljha sa ye sawaal kya hai aur kyun hai yeh pyaar
mohabbat ek ajnabi sa khwab hai mohabbat jawaab tha jawaab hai kehte hain mohabbat hi khuda mohabbat hi jahaan mohabbat na hoti toh hota kya yahaan
aakhir kya hota hai pyaar koi toh samjhaao yaar unsuljha sa ye sawaal kya hai aur kyun hai yeh pyaar
kehte hain har kisi ke liye kisi na kisi ko banaya hai agar mil jaaye woh koi toh zindagi ne samjho gale lagaya hai
kab milegi meri woh samjhayegi mujhe jo kyu mohabbat mein dooba hai saara jahaan mohabbat na hoti toh hota kya yahaan
aakhir kya hota hai pyaar koi toh samjhao yaar unsuljha se ye sawaal kya hai aur kyun hai ye pyaar