Meraa tujhase hai pehle kaa nata koi

Meraa tujhase hai pehle kaa nata koi

Aa Gale Lag Ja-hindi-1913

meraa tujhase hai pehle kaa nata koi yu hee nahee dil lubhata koi – 2 jane too ya jane naa mane too ya mane naa meraa tujhase hai pehle kaa nata koi yu hee nahee dil lubhata koi

dhuan dhuan tha woh saman yaha vaha jane kaha too aur mai kahee mile the pehale dekha tujhe toh dil ne kaha meraa tujhase hai pehle kaa nata koi yu hee nahee dil lubhata koi jane too ya jane naa mane too ya mane naa

too bhee rahee mere liye mai bhee raha tere liye pehle bhee mai tujhko baaho me leke jhuma kiya aur jhuma kiya meraa tujhase hai pehle kaa nata koi yu hee nahee dil lubhata koi jane too ya jane naa mane too ya mane naa

dekho abhee khona nahee kabhee juda hona nahee abb khel me yu hee rahenge ham dono vada raha yeh iss sham kaa meraa tujhase hai pehle kaa nata koi yu hee nahee dil lubhata koi jane too ya jane naa mane too ya mane naa meraa tujhase hai pehle kaa nata koi yu hee nahee dil lubhata koi