Kuch bhi ho sakta hai

Kuch bhi ho sakta hai

Inkaar-hindi-1913

Music Directors

futpaatho pe jo sota tha akhbaaro me abb chhapta hai kal tak jo criminal tha abb tv pe bikta hai girgit hai ye woh gutter rang yun badalta hai jaa kuch bhi ho sakta hai – 4

jo sapna tune dekha woh sabne hi hai dekha aisa kya kiya hai saale tune hi naya jo fitrat hai naa teri woh maashuka hai teri uske peeche tu gaya tto kya bura kiya

khaa li jo maat dikhi aaukat ye bhi haalaat badlenge be jaa kuch bhi ho sakta hai – 4

dooje ki thaali me zyada hi dikhta hai fokat ki daaru pe gham zyada chalakta hai chhipkali ki tarah regta sarakta hai jaa kuch bhi ho sakta hai – 4