Koi jaha me humari tarah

Koi jaha me humari tarah

Vachan-hindi-1913

koyi jahan mein humaari tarah gareeb na ho gareeb ho bhi tho hum jaisa badanaseeb na ho

ek paisa dede ooo babu oo babu oo jaane wale babu ek paisa dede

teri jeb rahe na khali teri roz mane diwali tu hardam mauj udaaye kabhi na dukh paaye oo babu ik paisa dede

yeh bacha duvayen dega tera bigada kaam banega ise raaton neend nahin aaye bhook tadapaaye oo babu ik paisa dede

qismat phuti duniya ruti choote sabhi sahare pet ke khatir bane bhikaari phirthe dardar maare aankh ke anda bapu meera pag pag thokar khaye chala nahin jaaye ik paisa dede…

ek paisa dede ooo babu oo babu oo jaane wale babu ek paisa dede