Loading content...
Loading content...
Ek Paheli Leela-hindi-1913
khuda bhi jab tumhe mere pass dekhata hoga – 2 itani anmol chiz dedi kaise sochata hoga tu bemisaal hai teri kya misaal doon aasmaan se aayi hai yahi keh ke taaldoon phir bhi koi jo puche kya hai tu kaisi hai haathon mein rang leke hawan mein uchal doon uchal doon khuda bhi jab tumhe mere pass dekhata hoga – 2 itani anmol chiz dedi kaise sochata hoga
jo bhi jameen tere paav tale aayen kadomon se cho ke vo aasaman ho jaaye tere aage phike phike saare singaar hai mein to kya fariste bhi tujhpe nisaar hai garami ki sham hai tu jaado ki dhup hai jitane bhi mousam hai tere karzdaar hai karzdaar hai khuda bhi jab tere andaaz dekhata hoga itani anmol chiz dedi kaise sochata hoga
chehara hai yaa jaadu roop hai yaa khawb hai aankhe ya afsaana jism ya kitaab hai aaja tujhe mein padd loon dil mein utaar loon hoton se dekhu tujhe aankhose pukar loon khwahishein ye kehati hai kehati rehati hai leke tujhe bahomein shame guzaar loon shame guzaar loon khuda bhi ab tujhe din raat dhundata hoga itani anmol chiz dedi kaise sochata hoga