Loading content...
Loading content...
Bombay Ka Chor 1962-hindi-1913
kaun aaya yeh mehfil mein lehraata balkhaata aag lagaata har dil mein – 2 kaun aaya yeh mehfil mein
chhupi hai nigaaho mein bahaaron ki kahaani – 2 chhalake adaao se sitaaron ki jawaani kho na jaaye dil iss jhilmil mein kaun aaya yeh mehfil mein lehraata balkhaata aag lagaata har dil mein kaun aaya yeh mehfil mein
jalwe hi jalwe najaare hi najaare – 2 masti hi masti ishaare hi ishaare dekhe kaise akhiya hai mushkil mein kaun aaya yeh mehfil mein lehraata balkhaata aag lagaata har dil mein kaun aaya yeh mehfil mein