Loading content...
Loading content...
unchi unchi doriyon pe baandhun re gagar par na maane na kanha maane na
jag jo bichaye har jaal kaat le makhan churaye har maal chhaant le murli se kare aisi trick tik tik tik
panghat ki hai badi… panghat ki hai badi kathin dagar par na maane na kanha maane na
roke mohe toke mohe kaate re dagar o re yamuna ke tatt ki laaj naahi kaaj naahi maare jo kankariya toh phute mori matki
vaak chatur bharmaavein prem jaar arjhaavein
jo bhi kare kare sab quick quick quick quick kahun main piya ji thoda karlo sabar par na maane na kanha maane na…
unchi unchi doriyon pe baandhun re gagar par na maane na kanha maane na