hmm pagli-pagli pagli-pagli pagli main jhalli aasmaan mein udne chali paani ki machli duniya ki fikar na mujhe hai koi parwah apne dil ki raani hoon chaahe jeb ki kangli arey hat ja raahon se kat jaa arey tu mere aade mat aa re

main jhalli patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha

hey

mujhko kya pata khwab kaise hote hain hum toh aaj ko hi khwab jaise jeete hain idhar udhar ghumun main mat samjho hoon titli maarungi panja khoonkhar hoon billi sau sau pe bhaari padun ek ekalli arey ek ekalli arey arey ek ekalli

main jhalli patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha

oye

awaara hawa hoon main naa haath aaungi jaaungi jahan wahan sabko jhukaaungi chaahe aayein mushkilein main to na darungi jo bhi mera man kahe bas mann ki karungi

chutki mein kar dungi dhamaka tana taaun jhalli patakha hoon patakha aa main jhalli patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha main jhalli patakha hoon patakha

patakha main jhalli patakha arey me jhalli patakha hoon patakha hu patakha main jhalli patakha hoon patakha samjhe naa