Jeene mein aaye maza

Jeene mein aaye maza

Gully Boy-hindi-2019

Lyricists

Music Directors

tarazu ke bas do thaal hain ek ore hum dooje mein khwaab hain zindagi yeh pareshaan hai zindagi yeh pareshaan hai ganimat hai tu yahan jeene mein aaye maza

khareeda nahi jaata khwaab hai kiraya bhi aisa lajawab hai zindagi yeh pareshaan hai ganimat hai tu yahan jeene mein aaye maza

tu jo mila jaaga khwaab hai khoyi huyi meri kitaab hai muskaya sa aadaab hai jeene mein aaye maza

sustaye mausam aabaad hain hawaon ke rukh humse naaraz hain zindagi yeh pareshaan hai ganimat hai tu yahan jeene mein aaye maza

tu jo mila chhida saaz hai khamoshi ko mili aawaaz hai behti hawa sa ehsaas hai jeene mein aaye maza

bigda hua hisaab hai thoda nafa thoda nuksan hai zindagi yeh pareshaan hai ganimat hai tu yahan jeene mein aaye maza