Jag ghoomeya

Jag ghoomeya

Sultaan-hindi-2016

Lyricists

na woh akhiyan roohani kahi na woh chehra noorani kahi kahi dil wali baatein bhi na na woh sajri jawani kahi

jag ghumeya thaare jaisa na koi jag ghumeya thaare jaisa na koi

na toh hasna rumani kahi na toh khusbu suhani kahi na woh rangli adaye dekhi na woh pyaari si nadani kahi jaisi tu hai waisi rehna

jag ghoomeya thaare jaisa na koi jag ghoomeya thaare jaisa na koi x2

baarishon ke mausam mein bheegi hariyali tu sardiyon mein gaalon pe jo aati hai woh laali tu

raaton ka sukoon raaton ka sukoon bhi hai subah ki azaan hai chahaton ki chaadaron mein maine hai sambhali tu

kahin agg jaisi jalti hai banne barkha ka pani kahi kabhi mann jaana chupke se yoon hi apni chalani kahi jaisi tu hai waisi rehna

jag ghoomeya thare jaisa na koi jag ghoomeya thare jaisa na koi

apne naseebon mein ya honsle ki baaton mein sukhon aur dukhon wali saari saugaton mein

sang tujhe rakhna hai sang tujhe rakhna hai tune sang rehna meri duniya mein bhi mere jazbaton mein

teri milti nishani kahi jo hai sab ko dikhani kahi tu toh jaanti hai marke bhi mujhe aati hai nibhani kahi wo hi karna hai jo hai kehna

jag ghoomeya thaare jaisa na koi jag ghoomeya thaare jaisa na koi x2