Ek toh kum zindagani

Ek toh kum zindagani

Marjaavaan-hindi-2019

Music Directors

ek to kam zindgaani us se bhi kam hai jawaani ek toh kum zindgaani us se bhi kam hai jawaani

jab tak josh mein jawaani… jab tak khoon mein rawaani…

jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani mujhe hosh mein aane naa do pyar do pyar lo pyar do do pyar lo

tera pyar mila to jag saara mila hai mujhe kisi se na koi ab shiqwa gila hai

tera pyar mila to jag saara mila hai mujhe kisi se na koi ab shiqwa gila hai

zindagi se to phir jo bhi lamha mile

zindagi se to phir jo bhi lamha mile usey pyaar pe waar do… pyaar do do pyaar lo pyaar do do pyaar lo

oh… pyar do oh… pyar lo

kuch na mera sab yaar tera hai zehar sahi par pyaar tera hai

kuch na mera sab yaar tera hai zehar sahi par pyaar tera hai