Darkhaast
Shivaay-hindi-2016
sunidhi chauhan begins
iss qadar tu mujhe pyar kar jaise kabhi na mill sakoon phir bhula zindagi laayi humein yahan koi iraada toh raha hoga bhala
arijit singh begins
ke darkhaast hai ye jo aayi raat hai ye tu meri baahon mein duniya bhula de
jo ab lamhaat hain ye bade hi khaas hain ye tu meri baahon mein duniya bhula de
intelude
raahon mein mere saath chal tu thaame mera haath chal tu waqt jitna bhi ho haasil saara mere naam kar tu
waqt jitna bhi ho haasil saara mere naam kar tu
ki armaan hai ye guzaarish jaan hai ye tu meri baahon mein duniya bhula de
jo ab lamhaat hain ye bade hi khaas hain ye tu meri baahon mein duniya bhula de
tu meri baahon mein duniya bhula de bhula de bhula de tu meri baahon mein duniya bhula de bhula de bhula de
ke darkhaast hai ye jo aayi raat hai ye tu meri baahon mein duniya bhula de