chand lamhe bas khushi ke aur phir khali soona sa aangan x2

wohi andhyaari kaali raatein wohi andhyaare soone se din wohi khamoshi har pal chaar su wohi tanhaayi har su har dum

tu gaya to ruki saari saansein mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham chand lamhe bas khushi ke

dil dhadakna hi jaise ho bhool gaya pal guzarta guzarta yun tham sa gaya saansein patthar huyi rooh patthar huye lafzon ka saath izhaar ne chhod diya nam hai aankhein raah par sang

mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham chand lamhe bas khushi ke

hoonk uthti hai har dil ke aahosh mein kaise dhoondhun tumhein tum kahan kho gaye zindagi mein tufaano ka majma laga taa nazar sanaate ke dayare bane dhundh hi dhund nahi tu mere sang

mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham chand lamhe bas khushi ke aur phir khali soona sa aangan

wohi andhyaari kaali raatein wohi andhyaare soone se din wohi khamoshi har pal chaar su wohi tanhaayi har su har dum

tu gaya toh ruki saari saansein mar bhi jaayein toh ab nahi koi gham x3