Chand jane kaha kho gaya

Chand jane kaha kho gaya

Main Chup Rahoongi-hindi-1913

Music Directors

chand jane kaha kho gaya tumko chehare se parada hatana na tha chandanee ko yeh kya ho gaya tumko bhee iss taraf muskurana na tha

pyar kitana jawan rat kitanee hasee aaj chalate huye tham gayee hain jamin aankh tare japakane lage ayesee ulafat ka jadu jagana na tha

pyar me bekhabar ham kaha aa gaye meree aankho me sapane se kyo chha gaye do dilon kee hain manjil yaha tum na aate toh ham ko bhee aana na tha