chaasni si baat teri barfi ke jaise jiya

chaasni si baat teri barfi ke jaise jiya aankhon mein thoda namak angoori tera nasha

pyaas hai saanson mein sharbat si teri adaa x2

dekhun tujhe toh bhulun jahan haye haye… amrit sa mera piya o ye tune kya kya kar diya o o ye tune kya kya kar diya

teekhi nazar hai aachaar si aansu hai jaise zehar o baahon mein hai misri ghuli honth hai jaise shehad

pyaas hai saanson mein sharbat si teri adaa x2

dekhun tujhe toh bhulun jahan haye haye… amrit sa mera piya o ye tune kya kya kar diya o o ye tune kya kya kar diya

roothe kabhi toh mirchi lage hans de toh pighli baraf o bole agar to shiriba hai chhu le toh meethi jalan