bekhudi… bekhudi… mere dil pe aisi chhayi tu hi tu mujhme samayi ban gayi meri khudaai beliya

duniya ho jaaye parayi na dena mujhko rihaai ab qubool na judaai beliya

jahan jahan tera chehra wahan wahan meri aakhen sochti hu aksar main toh lamha lamha teri baatein

bekhudi… bekhudi… mere dil pe aisa chhaya tu hi tu mujhme samaya ban gaya tu mera saaya beliya

duniya ho jaaye parayi na dena mujhko rihaai ab qubool na judaai beliya

bekhudi… bekhudi…

qatra sa mukhtasar hai ise seene se yun lagana baagi nahi ye aashiq tera hai dil ko na aazmana benazir tujh saa koi na jahan mein tohmaton se rehna tu ab judaa

bekhudi… bekhudi… mere dil pe aisi chhayi tu hi tu mujhme samayi ban gayi meri khudaai beliya

duniya ho jaaye parayi na dena mujhko rihaai ab qubool na judaai beliya

bekhudi… bekhudi…

dhundle hue hain manzar mere tu raahein inhein dikhana jo zero se vaasta hai mera tu rehmat ka hai fasana

kaagzon pe jaise bikhri hai siyahi kahani apni yun kar bayaan