shaadi ki night hai saare delight hai dulhan ka face dekho maare yeh light hai

kaala tika laga do mujhko nazar na lag jaye

haan kaala tika laga do mujhko nazar na lag jaye dekh ke meri cat walk kyun heart fisla jaye

bindas badi hoon naughty meri satrangi hai chhoti kamar jo meri lehraye bane hai rang shanka

jab maare baby jab maare baby jab maare baby beat pe thumka jab maare baby jab maare baby jab maare baby beat pe thumka

desi gaana waja de tu feel kar sensation

haye desi gaana waja de tu feel kar sensation temperature thoda badha de main hila ke rakh doon nation

mere insta pe charche mujhe dekh ke saare lalche english wale step dikha ke mood bana doon sabka

jab maare baby jab maare baby jab maare baby beat pe thumka jab maare baby jab maare baby jab maare baby beat pe thumka

hey cute se jyaada cutie meri million dollar smile

haan haan cute se jyaada cutie meri million dollar smile no 1 hoon beauty mera desi hai style

hai look bada romantic sabko lage fantastic banno bhi ab kamar hilaye pehan ke golden jhumka

jab maare baby jab maare baby jab maare baby beat pe thumka jab maare baby jab maare baby jab maare baby beat pe thumka