Bas itna hain kehna

Bas itna hain kehna

Raakh-hindi-1913

Lyricists

Music Directors

Singers

iss safar mein meri nazar mein rehna x2

bas itna hai kehna bas itna hai kehna bas itna hai kehna meri nazar mein rehna

door jaana toh parchayi chhod jaana saans bharke faasle pe rehna kho na jaana

bas itna hain kehna bas itna hain kehna bas itna hain kehna meri nazar me rehna

ungliyon ko meri tum thaame rehna x2 agar khwab me bhi saath chhuthe subah laut aana

bas itna hain kehna x3 meri nazar mein rehna jism jal jayenge sab raakh ho jaayega pyaar tera mera uss paar mil jaayega

uss jahaan mein meri panah me rehna x2

bas itna hai kehna bas itna hai kehna bas itna hai kehna meri nazar mein rehna