Music Directors

Singers

unki yeh nazar jo nazar se mili main pighalata raha usme hi kahin

main khuda se haan khuda se kahoon tu mera tu mera haan

ke akhiyan baras baras jaayein naina taras taras jaayein mohe daras dikha jaa re piya re

khone laga main is tarah aisa asar tera hua

yeh dil pe chale tera hi zor tu kheenche chalun main teri oar tera hua main sabko chhod yeh mera ishq nahi kamzor

unse bepanah jo mohabbat huyi main pighalata raha usme hi kahin