Loading content...
Loading content...
kiska faida kiska loss sikka le ke kar le toss kutti cheez hai duniya phir tu kyun banta hai santa claus
kiska bhajiya tera sauce loss pe karde double cross kutti cheez hai duniya isse lena toh banta hai boss lena toh banta hai boss
lena toh banta hai boss badla
raa
zindagi jab teri maarti patloon ko utarti bajaati yeh sitar si kahani vivid bharti
badle ki bhulayiya mein jab paani teri naiya mein shaitan bhi dikhta saiyan mein bachne ka ek zariya hai iski topi uske sar iski khushi uska darr sab ki chod tu apni kar apni life hai apne par zindagi toh maargi hi 6 foot andar daalegi hi teri faadegi hi tayiyar reh
duniyadaari ka chakra kya samjhega agla chamakta hai kaua aur maila hai bagla paisa hi tagda bheje mein jakda ye jungle hai khatra jo choda woh pakda ab mat ban tu lalchi kya keemat aate daal ki bhuddi hai kamal ki jo magaj se nikalti cheater aage piche jaise tittar dikhne mein yeh sajjan par durjan hote bhitar karde sabka haal bura andar le le maal pura daal chura ye zindagi ki nayi reet apno ko karo cheat apno ko karo beat badle se mili jeet game on baby

badla