jisko chahe dekhun tujhsa dikhta hai thoda-thoda

main khudse ye poochun kyun khwabon khayalon mein khoya jaaga raha ya soya raha

tu hai meri main hoon tera aaja aaja aajaaa tu hai meri main hoon tera toh aaja aaja aajaaa

bas tujhe tujhse chura loon ke tu hai mere liye main tujhe ye samjah loon ke main hoon tere liye

teri in aankho pe zindagi bhar kuch likhta rahun teri saanso se aise har din main jeeta rahun

tu hai meri main hoon tera aaja aaja aajaaa tu hai meri main hoon tera toh aaja aaja aajaaa