Aaj jaane ki zid na karo

Aaj jaane ki zid na karo

Ae Dil Hai Mushkil-hindi-2016

Singers

baat bass se nikal chali hai dil ki haalat sambhal chali hai ab junoon had se badh chala hai ab tabiyat behaal chali hai

yunhi pehlu mein baithe raho yunhi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki… aaj jaane ki zid na karo aaj jaane ki zid na karo

laakh paigaam ho gaye hain jab saba ek pal chali hai jaao ab so raho sitaaron dard ki raat ab dhal chali hai

yunhi pehlu mein baithe raho yunhi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki… aaj jane ki zid na karo aaj jane ki zid na karo

zid na karo… zid na zid na karo zid na zid na karo zid na karo zid na zid na karo

haaye mar jaayenge hum toh lutt jaayenge aisi baatein kiya na karo aaj jaane ki zidd na karo aaj jaane ki zidd na karo