Dur kahi ik aam ki bagiya
dur kahi ik aam ki bagiya -2 bagiya mein hai thandi chaanv chaanv mein ek kachcha rasta raste mein pyaara sa gaanv gaanv mein ik chhota sa ghar ghar mein ek ujala sa aangan aangan mein chandan ka palana palane mein chanda sa munna munne ki aankhon mein nindiya dur kahi ik aam ki bagiya bagiya mein hai thandi chaanv chaanv mein ek kachcha rasta raste mein pyaara sa gaanv