Bawla sa sapna
aaoji aao suno tumko sunau ek sapne ki story ki meri palko ki tapri ke niche woh rehta tha sapna tapori ambar me udne ka shouk use tha akal thi thodi are chupke se tupke se karna woh chahta tha moon ki chori ye bavlasa sapna bada bavlasa sapna meri manta nahi hai mera hi hai woh sapna ye bavlasa sapna bada bavlasa sapna rukna kaha hai aakhir nahi janta tha sapna