Kis tarah se shukra tera ada karu main
kis tarah se shukar teraa ab ada karu main iss mohabbat ka harjana kis tarah bharu main khaamosh reh kar bhi keh gaye dariyaa sa dil tak beh gaye tumm par ho raha hai pura aitbaar tum hi ho hifaazat meri suno ye kaha hai rooh ne kis tarah se shukra teraa ab ada karu main