Kahi se aai rani kahi se aaya raja
ham tino shaitan bade hai lekin ham hai ram bade hai hamane tumko bada sataya tumne hamko gale lagaya madam tum jiti ham hare kan pakadte hain ham sare bhul hamaree maf karo abb has do gussa chhodo chhote chhote dil naa todo didi tum ham sab kee jan ho bin ma ke bacho kee ma ho