Chura ke leja
shyam teri rukhmani palkein bichhaye baithi hai janam janam rahegi teri sapne sajaye baithi hai chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar maika vaika ab na bhaye humein tumse ho gaya pyaar – 2 chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar teri meri meri teri rab ne banayi jodi – 2 chahunga tujhe hi din raat main mera jahan tujh se hai wada mera khud se hai chhodoonga kabhi na tera saath main chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar maika vaika ab na bhaaye humein tumse ho gaya pyaar chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar