Charandaas ko pine ki jo aadat na hoti
lallo ki maan darwaaja toh khol pehale naam toh bol are main hoon tera khasam shivcharandas kyun aaj phir pi kar aaye ho tumhara satyaanaash are maine pi nahi phir maje ke liye muh ko lagaayi hai haay mori maiya duhaayi hai duhaayi hai are darwaaja toh khol badi sardi lag rahi hai jab tak pine ki yeh lat nahi chhodoge yeh darwaja nahi khulega