Kash lagakash laga
kash laga kash laga kash laga kash laga……… kash laga kash laga kash laga – 2 jindagi ai kash laga – 2 hasraton ki raakh uda yeh jahaan paani hai bulbula hai paani hai bulbulon pe rukna kya paaniyon pe behta ja behta ja kash laga kash laga kash laga………… jalati hai tanhaayiyaan taapi hai raat raat jaag jaag ke udati hai chingaariyaan guchchhe hai laal laal gili aankh ke khilati hai jaise jalte jugnoo ??? mein aankhein lagi ho jaise ufalon ki dheriyon mein do din ka aag hai yeh saare jahaan ka dhunaan do din ki jindagi mein dono jahaaan ka ??? yeh jahaan paani hai bulbula hai paani hai bulbulon pe rukna kya paaniyon pe behta ja behta ja kash laga kash laga kash laga…………