Reshama jawaan ho gayi
chhutaki kahi ki apane aap ko chalaak dekhi ravi bardaash ki bhi had hoti hai maine tumhe kitani baar kahaan hai mujhe chhutaki mat kahaan karo abb main chhutaki nahi hoon are main tih abb tak bekhabar hi tha sach kehat ho punjaab ki reshama abb tum chhutaki nahi rahi