Tere mere pyaar ki daastaan
jab hawaaye sunaati hai tere mere pyaar ki daastaan sunati hai yeh fiza sunati hai ye jamin sunata hai aasmaan – 2 isliye phulo me kaliyo me khushbu hai isliye parvato jharano mein jaadu hai isliye nikhare hai raaste baadiyaan ho jab hawaaye sunaati hai tere mere pyaar ki daastaan ho o sunati hai yeh fiza sunati hai ye jamin sunata hai aasmaan