Rozaana
har pal hai jawan har lamha haseen hai jahan hum hain wahan koi gum nahin hai yeh jo hai jindagi khushiyon mein dubi hai hum toh yunhi jitay hain rozana subah leke aati hai roshni rozana hai shaam laati dilkashi jaagi si zindagi hai yeh gaati zindagi hai jaagi si zindagi hai rozana rango ki baarishein hai aisi nawazishein hain rango ki baarishein hai rozana