Alaahda
alaahda alaahda huye toh hai alaahda puri tarha magar nahi huye hai kyun alaahda alahada alahada hai naam se alaahda judi huyi hai ruh toh hai naam ke alaahda tere bagair jina lagta hai khali dil hai magar sina lagta hai khali meri gali alaahda tera shehar alaahda yadon ka hai pata wohi jahan huve alaahda tere bagair jina lagta hai khali dil hai magar sina lagta hai khali