Rab ka shukrana
tu hai ab jo baahon mein qarar hai rab ka shukrana saanson mein hai nasha khumar hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana rab ka shukrana tu mila toh sab mila ab kisi se kya gila tujhme simtu aa main bikhru teri baahon mein – 2 fanaa ho jaaun main tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana khwabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana tu hi ab mera din hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana